I am arindam from Calcutta.main science graduate hoon.
Koi incident batane se pahlay uska surrounding situation
Batana zaruri hota hain naheen to samajne may taklif hoti ha..
To yeh us waqt ka ki baat ha jab main apna(+2)exam pass karke college may dakhil ho chukka tha.hum ekk rent k ghar may rahtay they jo mere mousa ka tha. humara khud ka makan taiyar naheen hua tha. humlog(main,papa,maa) 2nd floor may rahete thay or mousa 4th floor main.mousa ke saath hamara kareeb ka rista tha.mere mousa ki beti rupa mujhse 2 saal ki choti thi or uske saath mera talmil accha tha.woh meri bahen bhi thi or dost bhi thi.main usey mera dil ki har ekk baat batata tha or woh meri har ekk baat dhyan ke sath sunti thi.pinky rupa ki kareeb ki saheli thi(bestfriend)jo rupa k saath ekk hi class main parti thi.pinky bahut khubsurat thi yeh to main naheen kahunga lakin uss may aisi kuch baat thi jo mere dil ko chu jati thi.school se laut ne ke lyah 2 ghante(hour)bad pinky roz rupa se milnay hamare apartment may aati thi.kyun ki rupa ki saath mera rista bahut accha tha is liyeh kabhi kabhi main,rupa aur pinky ekk sath mil ke gappey(gossip) marte thay,kabhi kabhi main un 2dono ki sath cinema bhi dekhne jata tha.
Itna sab kuch hone ki bad bhi main pinky ke sath khul ke bat naheen kar pata tha.dheray dheray mujhe mahsus hone laga tha ki main use pyar karne laga hu.mere dil ke baat pinky ko batane ke pahelay main rupa se pooch lena zaruri samjha iss liyeh ek kdin maine dil ki baat rupa ko bataye.rupa pahelay sun ke has pari or mujhe boli yeh bahut aachi baat ha.uss se mujhe pata chala k pinky bhi mere bare may rupa se puchtach karti ha.rupa ne mujhe khud jakar pyar ka izhar karne ki salah di.
Uss ne mujhe bataya k yeh kam who bhi kar sakti hain lakin agar main khud jakar pinky ko bataunga to uska impact zyada aacha hoga.
Rupa ki salah ki mutabik main ekk din puri himmat jutakar hamare apartment ki niche jake khara ho gaya or pinky ki aane ki intezar karne laga,lakin jaise hi main pinky ko dekha to mera zuban sukhjane laga,pasina bahar ane laga.jab who mera bilkul kareeb aachuki thi tab mera dil ka dhadkan bhi tez hone laga.pinky ne mujhe dekhkar hasi or niche khara rahene ki waja poochi.mujhe malum tha ki yeh mere liyeh pyaar ka izhar karne ka sunahera mauka hain lakin main ander se itna dara houa tha ki maine woh mauka hat se gawa diyah.uss ke sawal k jawab may maine usey bataya k mera ekk dost anewala hain or main uska intezar may niche khara hu.main yeh bat itna haklakar bola k pinky has di.main us-se aakh mila kar bat bhi naheen kar pa raha tha.
Bad may jab maine rupa ko yeh baat bataye to who boli k usse yeh pata ha pinky ne usse yeh baat khud batayi.mera yeh haal dekh kar rupa ne phir se try marne ki salah di.
Dekhte dekhte 3 mahina guzar gaye lakin main himmat nahen juta paya .isi dauran hamara khud ka makan pura taiyar ho chukka tha. Humlog nayeh ghar may janene ke taiyari kar rahe the. ,maa,rupa,mausa or mousi milkar kuch ghar ka saman lekar naye ghar mey gaye .papa har sunday dada,dadi,chacha,chachi se mlne ke liyeh gaown(village)jate thay iss liyeh who hamare saath naheen aa payee.uss sunday mere ghar may dopayer ko mera ekk dost aanewala tha iss liyeh main saman new ghar main rakh kar jaldi hi vha se nikal gaya.raaste may mere mann may ekk khayal aaya.kyunk rupa or mousi dono ki hamare saath hamare new makan may jane ki baat subah hi hui to iss liyeh yeh baat pinky ko zaroor pata naheen hogi or har din ki tarah who aaj bhi rupa se milne aayegi.iss bar mouka haath se naheen gawahna.. main ne dost ki ghar may phone karke use batayah ki main ekk zaruri kam ke waja se hamare nayee makan may jaunga or usey wednesday ko ane ki liyeh bol diyah.
Ghar pauch te hi main mere taraf aane wala mauka ke bareh may soch kar khud ko kafi romanchit mahesus kiya. mauka par khare utarne ne ke liyeh ishar karne ka alag alag dhang se khud ko taiyar bhi karne laga.lakin jaise hi pinky ki aane ka waqt nazdik aane laga main confident hone ki jagah confuse hone laga.Issi waqt kisi ki upar aane ka awaz sunkar main darwajah ki eye hole may jakar aankh rakhi or dekha k pinky rupa se milne ke liyeh upar ja rahi hain.jaise hi woh upar chali gayee main darwajah khulkar usski laut ne k intezar karne laga.
Kuch pal bad jab woh nichay utar raheen thi tab mujhe dekh kar woh rupa ke bare may puchi to uss ke sawal ke jawab may main ne ussey bola k rupa hamare nayee ghar may mere maa or uski maa or papa ke saath gayi hain.jaise hi pinky pichay murkar laut jane ke liyeh utar na suru kiyah to main ne pichay se pinky ko pukara or ussey hamare ghar may baith kar rupa ki intezar karne ke liyeh bola.pahelay to woh na kar rahi thi lakin jaise hi main thora zor kiyah to ussne hamare ghar may aane ki baat par razi go gaye.Ghar may ghusne k bad main ne ussey sofa may baithne k liyeh bola,aur main khud bhi jake sofa may baith giyah.pahelay to kuch waqt ke liyeh humdono ki bich kuch batchit naheen hui,who bhi khamosh thi aur main bhi khamosh tha.issi dauran pinky ne mujh se pocha ki main itna khamosh kyun baitha hu.is sawal ki jawab may main ussey kuch bhi naheen bata paya.
Kuch der bad woh mujhse pine ka pani mangi to main ne uth kar pani lane ke gaya or jate jate mere mann me ekk khayal aaya ki pine ki bad jab woh glass wapis karegi tab main usska haath pakar kar pyaar ka izhar karunga.plan ki mutabik pani pine ke bad jaise hi pinky glass wapis karne ke liyeh aapni haath aagey barai main ne usska haath pakar liyah or usse mera pyaar ka izhar kar diyah. Orr iske bad hamare bich ka batchit kuch isstarah ka hua.
Me: pinky main tum se pyaar karta hu. kya tum mujh se pyaar karti ho?
Pinky: pata naheen
Me: dekho tum kuch to bolo,tum to mujhe janti ho,iss liyeh
jo bhi kahena hain please aaj hi bata do.
Yeh baat sunkar who kuch der tak khamosh rahi or usske bad who mere baat ko man li aur mujhe batayah ki who bhi mujhse pyaar karti hain.
Uske bad main ne use aapne bahon me bhar liya aur uski hoton ko chumne laga.5minit tak hum ekk dusre ko josh ke sath chumte rahen phir mujhe khayal aya ki hamara room ka khirki khula hain aur iss liyeh main pinky ko lekar mera bedroom me chala gaya.main ne use bed par sula diya aur main khud uske bagal me so gaya.uske bad main uske sar se lekar paon tak uske dress ki upar se hi chumta raha,aur maine dekha ki woo zor zor se sas le rahi thi,tab main samajh gaya k woh bhi meri tara garam ho gayi hain.lekin jaise hi mera nazar ghari ki taraf giyah to mujhe khayal aaya k papa k laut ne ka waqt ho gaya hain.iss liyeh hamare payar ka safar ko bich me hi rokna para.
Uss din ke bad main aur pinky chup chup ke ghumne jate the,kabhi kabhi rupa bhi hamara sath jati thi....
Sorry is story ma sex zyada iclude nahi ..q k ye 100% real story hai...
If u want 2 EARN MONEY.....Just Join Below Link and Earn Money With simple step...
http://signup.wazzub.info/?lrRef=40004</div>

No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.